Nargisi Kofta. To begin with this recipe, we have to first prepare a few components. You can have nargisi kofta using 29 ingredients and 12 steps. Here is how you can achieve that.
The ingredients needed to make Nargisi Kofta:
- Prepare of For kofta .
- Take 750 gram of beef mince.
- Take 6 of egg boiled.
- Get 1 of egg.
- Make ready 6 of garlic cloves.
- Take 1 of " ginger piece.
- Get 6 of green chilies.
- Get 1 tbsp of chanay (bhone hoe).
- Prepare 1 tsp of kashkash.
- Prepare 1 tsp of coconut powder.
- Get 1 tsp of salt.
- Get 1 tbsp of red chili powder.
- Make ready 1 tsp of garam masala powder.
- Get of For curry .
- Get 3 of onion.
- Make ready 2 tbsp of ginger garlic paste.
- Get 1 cup of yogurt.
- Take 2 of teez patta.
- Prepare 1 tsp of black pepper.
- Prepare 6 of long.
- Take 2 of kali elachi.
- Take 2 of darcheni.
- Get 1 tbsp of red chili powder.
- Prepare 1 of &1/2 tbsp coriander powder.
- Get 1 tsp of garam masala powder.
- Take 1/4 tsp of safeed elachi powder.
- Get 1/4 tsp of jayefal powder.
- Get 1/2 tsp of jawetri powder.
- Prepare 1/2 cup of oil.
Instructions to make Nargisi Kofta:
- Sub sy pehle egg boil kar ke side kar dein.
- Aub bhone chanay, kashkash, khopra powder in teno ko ek sath mix kar ke bareek pees lein aur side kar dein.
- Aub Keene main onion, ginger, garlic. Green chilies, garam masala powder, red chili powder, salt aur chanay, kashkhas, aur kopra pesa tha sub ko keeme main mix kar ke bareek pees lein.
- Aub keeme ki ek bari boll lein aur hath par phela kar press krein phir boil egg rakhein aur khub ache sy press kar kar ke kofte bana lein keema egg sub taraf sy cover kar le halka sa hath par pani laga lein aur ache sy kofte bana lein.
- Agar apko lage ke kofte khol jain gy tu ap dhaga lapet dein aub 10 min ke liye fridge main rakh dein.
- Aub curry ki taiyari krein ek pan main oil garam krein aur onion ko thin slice cut kar ke fry krein khayal rahe onion ka color golden ae zada dark na ho.
- Onion ko golden kar ke oil sy nekal kar pees kar ke side kar dein.
- Aub jis oil main onion golden ki thein ussi oil main kofte fry kar lein bohor khayal sy fry krein kofte tote nahi ache fry ho jain tu oil sy nekal kar side kar dein.
- Aun pan main jo oil bacha hai us main ginger garlic paste sabit garam masala dalein halka sa saute kar ke ginger garlic paste add kar dein 1 min pakain phir red chili powder coriander powder salt dal kar thora pani dal kar 3 min bhon lein.
- Aub masale main dahi dal kar bhon lein jab oil alag hone lage tu pesi hoe outset add kar dein 2 min masale ke sath pakein.
- Aub 1/2 cup pani dal kar flem slow kar dein 1 min bad kofte dal dein aub spoon bilkul nahi chalain pan ko pakr kar hela dein oper garam masala powder jayefal jawetri safeed elachi powder dalein 5 min dam laga dein.
- 5 min bad flem off kar dein mazedar nargisi kofte ready hain gravy ap apne hesab sy kam use zada kar sakte hain.
So that is going to wrap this up with this special food nargisi kofta recipe. Thanks so much for your time.